Students

Madrasa-tul-Madina ka Taruf



Mulk wa Beron-e-Mulk Hifz-o-Nazra k hazaron Madaris banam "Madrasa-tul-Madina" (Boys, Girls, Short Time, Rehaishi) qaim hain. Dawat-e-Islami k Madrasa-tul-Madina se abtak majmoi taur per lakhon Bachay aur Bachiyan Quran-e-Kareem Hifz karne ki saadat pa chuke hain jabkay Nazra mukammal karne walon ki tadad bhi lakhon mey hai.


Read More ...

Madani Atiyat (Donation)




Allah Pak k fazal se Aashiqan-e-Rasool ki Deeni Tehreek Dawat-e-Islami mukhtalif Shobajaat mey sunnaton ki khidmat mey mashghool hai. Dawat-e-Islami apne tamam Shobajaat mey deen-e-mateen ki khidmat mey pesh aane wali maali zaruriyat ko apne Madani Atiyat (Donation) se pura karti hai. Beshumar Aashiqan-e-Rasool in Deeni Kaamon mey hone wale akhrajat mey hasb-e-taufiq apna apna hissa mila kar dunya-wa-aakhirat ki bhalahiyan samatte hain.


Donate Now

Islamic Gallery